Shahrukh Khan Akshay kumar

Akshay Kumar ke saath kaam karna chahte hain Shahrukh Khan Lekin hai ye Sharat

Akshay Kumar ke saath kaam karna chahte hain Shahrukh Khan Lekin hai ye Sharat

Shahrukh khan and Akshay Kumar dono hi successful Actor hain.  Shahrukh khan and Akshay Kumar ko ‘Om Shanti Om’ and  ‘Hey Baby’ ke baad kabhi ek saath kaam karte huye nahi dekha. Ab Shahrukh khan ne Akshay Kumar ke saath kaam karne ke liye ek sharat rakhi hai.

Report ke anusaar Shahrukh khan se Akshay Kumar ke saath kaam na karne ko lekar sawaal bhi pucha gaya. Latest bollywood news in hindi. Shahrukh khan ne iske jawab men bola ki dono ki bich badi problem timing hai.

Shahrukh ne aage bola ki main uski tarah  subah jaldi nahi uth sakta. Jab mnain son eke liye jata hun tab Akshay sokar uthte hain. Unka din jaldi shuru hota hai. Jab main kaam start karta hun. Latest bollywood news in hindi. Veh kaam finish kar ghar ja rahe hote hai. Is tarah se veh kaam ko jyada time dete hain. Jaise ki hum jaante hain ki Akshay Kumar apni daily routine ko lekar kaafi routine men rehte hain. Vahin Shahrukh khan night shift men shoot karna pasand karte hain.

Jab Shahrukh khan se is baat ko lekar kaha ki vo Kalpana Karen ki vo Akshay ke saath kaam kar rahe hain. Iske jawab men Shahrukh Khan ne bola ki Akshay ke saath kaam karna kaafi enjoyable hoga. Dono Set par mil hi nahi poaayenge. Main Jaunga aur vo aa raha hoga. Main Akshay ke saath kaam karna chahta hun lekin hum dono kii timing match nahi hogi.