Desh Bhakti, Passion and Emotions vaali hai Akshay Kumar ki Gold Movie

Desh Bhakti, Passion and Emotions vaali hai Akshay Kumar ki Gold Movie

Latest bollywood news.  Independence day par release huyi unki Gold movie Desh Bhakti vaali hai. Movie 1936 se start hoti hai. Hitler ke hote huye Indian Hockey team Barlin Olympic men Gold Medal winner rehti hai. India ke in Hockey players ke paas skills hai, Passion hai, Winner rehne ki capability hai but jo ek chij nahi hai vo hai only Indepenent. Yahi baat is Hockey Team ke Manager Tapan Dass (Akshay Kumar) ko Kachotti hai.

Tapan ka only one dream hai  1948 ke London Olympic men India ko Gold Madel dilana and ye proof karna hai ke India ne last 15 years men jo pressure dala hai vo ek tukka nahi hai. Is kaam men uske do best player saath dete hain. Latest bollywood news.  World War ke chalte Tapan ko team banaane men bahut si problems bhi aayi thi and usne kaise inko chase kiya, yahi movie ki ek story hai. Tapan ki team build karne ki journey bahut hi interesting hai. Movie ‘Boxer’ se khud ko prove karne vale Vaneet Kumar Singh ne khud ko prove kiya hai. Vicky Koushal ke bhai Sunny Koushal is movie se apne bollywood carrier ko start karne jaa rahe hain. And unkone apna best diya hai.

Apne Pension ko lekar mental Tapan dass ke character ke saath Akshay kumar justice karte hain. Movie men Vaneet Kumar Singh, Kunal Kapoor and Amit Saadh ka kaam best hai. Money Roy bhi apne character ko lekar fit hain. Movie ka music bhi best hai. Kahin par movie Chak de India ki bhi yaad dilaati hai. Reema Kagti ne isse pehle Amir Khan ki movie Talaash ko bhi direct kiya tha. Aise men unse bahut umeed thi. But kahin par movie ka direction equal nahi hai. Movie ki Cinematography best hai. Emotions and Desh Bhakti se fully loaded is movie ko ek baar dekha ja sakta hai.