Pehle Din Itne Crore Ki Earning Kar Rani Ka Super Come Back

Pehle Din Itne Crore Ki Earning Kar Rani Ka Super Come Back

Rani Mukherji ne apni Hichki Movie ke saath 5 saal baad come bach kiya hai. Friday ko release hui is Movie ne bahut hi acchi earning ki hai. Is Movie ka budget 12 Crore Rs. Hai. Country men Hichki Movie 961 screen par release ki gayi hai. Foreign Country men isko 360 screen mile. Movie ka budget nikaalne par bhi movie profit men rahegi.

Pehle Din Itne Crore Ki Earning Kar Rani Ka Super Come Back. Trade Analyst Taran Adarsh ke hisab se Hichki movie ne First day estimated 3.35 se 3.50 Crore Rs. ki earning kar li hai. But abhi full budget ka aana baaki hai. But first day ko dekhen to yeh collection accha mana ja raha hai. Vahin Movie apne first weekend men 7-8 Crore ki earning kar sakti hai. Isse pehle  Taran Adarsh ne Movie ko apne one word review men powerful bataya and ise 3.50 Star diye gaye hain. Movie ke related Taran ne likha. Yeh ek Simple movie hai. Jo aapke Dil men jagah bana legi. Iske liye time spen karen.

Open Letter Share Kiya

 Movie ke release hone se kuch din pehle 21 March ko Rani Mukherjee ka Birthday tha. Apne birthday par Rani Mukherjee ne ek Open Letter share kiya. Unhone is Letter men Logon ke opposite apna gussa  show kiya. Jiske chalet Marriage and Age badhne ke baad kisi bhi Actress ke carrier ki Slowly-slowly ending hone lagti hai. Rani Mukherjee ne bola ki kisi tarah se ek Actress ko khud ki Industry men banaye rakhne ke liye bahut struggle karma padta hai.

 

Ek Teacher Ke Struggle Ki Story Hai Hichki

 Movie men Rani Mukherjee Naina Mathur ke character men dikhayi de rahi hai. Movie ki Story Bread Cohen ki book ‘Front of the Class: How Torte Syndrome Made Me The Teacher I Never Head’ ke based par hai. Story men ek New turn over tab aata hai jab Rani Mukherjee ko School men ek Teacher ki Job mil jaati hai and School men unhen bacche irritate karte rehte hain.  Rani ko apni bimaari ki vajah se Bacchon and School Manager ke saath struggle karte huye dikhaya geya hai.