Lata Mangeshkar death

Actress Lata Mangeshkar ke Nidhan par 2 din ka Rashtriya Shok

Actress Lata Mangeshkar ke Nidhan par 2 din ka Rashtriya Shok


Suron ki Malika Actress Lata Mangeshkar ka 92 years ki age me nidhan ho gaya. Lata Mangeshkar Mumbai ke breach Candy hospital me admit thi. Continuously unka treatment chal raha tha. Yeh news unki behan Usha Mangeshkar ne di. Latest Bollyweood News in hindi. Unhe Saturday ko tabiyat jyada kharab hone ke kaaran Vantilator par Shift kiya gaya tha.


Civid-19 and nomoniya se effected hone ke baad Lata Mangeshkar ko 8 Janauary ko Breach Candy hospital me admit kiya gaya tha. Doctors ki dekh-rekh me continusly unka treatment chal raha tha.


PM Modi Ka Tweet


Actress Lata Mangeshkar ke Nidhan ki news sunte hi Prime Minister Narendra Modi ne Tweet kar Shouk Pargat kiya aur unhen Shardhanjali Pargat ki. Unhone likha ki main apne dukh ko shabdon me byan nahi kar sakta. Behad Dayalu aur Caring Lata Didi hamen shodkar chali gayi. Latest Bollyweood News in hindi. Veh Hamare Desh me ek Khalipan shodkar chali gayi jise bhara nhi ja sakta.


PM Modi ne apne next Tweet me likha, ‘Lata Didi ke songs ne kai tarah ke emotions ko ubhaara. Movies se hatkar veh hamesha se hi Bharat ke Vikas ko lekar Bhavuk thi. Veh Hamesha ek Majboot aur Vikshit Bharat dekhna chahti thi.
Lata Mangeshkar ke Nidhan se PM Modi ne ek aur Tweet karte huye likha ki, Main ise apna sanmaan manta hun ki mujhe Lata didi se apaar sneh mila aur Lata didi ke nidhan par mujhe apne sabhi Bhartiyon ke saath shouk hai.
Lata Mangeshkar ke nidhan par Pure Bollywood me Shouk ki lahar dour gayi hai. Sabhi Fans and Celebs unhe Shrdhanjali de rahe hain. Unhone diff-different language me 30k se jyada gaane gaaye hain. 1942 me 13 years ki age me unhone apne career ko start kiya tha.