Om Puri Death

Apni Mout ko lekar Om Puri ne ki thi Bhavishyavani

Apni  Mout ko lekar Om Puri ne ki thi Bhavishyavani 

 Bollywood ke Superstar Actor Om Puri ko apni Acting ke liye puri Dunia me jana jata hai. Om Puri ka Janam 18 October 1950 ko Patiala ki Punjabi Family me huya tha. Latest Bollywood Gossips. Om Puri ke Father Rajesh Puri Indian Railway me Job karte the. Om Puri ne apne Movie carrier ki Starting Marathi Movie Ghashiram Kotwal se ki thi.

Khud ki thi apni mout ki Bhavishyavani

BBC ke saath ek Interview me Om Puri ne apni Mout ko lekar Baat ki thi.  2015 me Om Puri ne Inrterview me kaha tha ki Death ka to apko pata bhi nahi chalega Soye-soye chal denge. Latest Bollywood Gossips. Yeh baat kehkar veh hass Padhe. Phir unke saath huya bhi aisa hi.  Unki Heart Attack Se death ho gayi thi. 

Ardh Satya Se Milli Pehchaan

Om Puri ne Marathi Movie Ghashiram Kotwal se apne Movie carrier ki Starting ki thi. But unhen 1983 me release hui movie Ardh Satya se Popularity Mili thi. Is movie se unhen National Award bhi mila tha. Unka Jeevan Behad Garibi me bitaa tha. Ve 6 saal ki age me Tea Stall par bartan saaf ka kaam kiya karte the. But Acting ke kaaran veh National School of Drama me gaye. Jiske baad 1988 me unhone DD National ki famous TV Series ‘Bharat Ek Khoj’ me roll play kiya.  

2009 me Om Puri ki Second Wife Nandita Puri ki likhi Autobiography ‘Unlikely Hero: The Story Of Om Puri shipi thi. Is book me jo likha gaya tha Usne Om Puri ki Life ko kaafi Influenced kiya. Book me likha gaya ki Om Puri ke kaafi Ladies ke saath relation the. Jiske Baad Actor ne kaha ki Nandita ne in baaton ke saath unke Fans ke bich unki reputation ko kharab kar diya hai.