Nahi Rahe Ex-Prime-minister Atal Bihari Vajpayee

Nahi Rahe Ex-Prime-minister Atal Bihari Vajpayee

Kaafi  time se bimaar chal rahe Country ke Ex-Prime-minister Atal Bihaari Vajpayee ki aaj delhi ke AIIMS hospital men death ho gayi. Atal Bihari Vajpayi 94 years ke the. Unhone aaj 5:05 min par apni last saans li. Last 3 days se unhen ventilator men rakha gaya tha. Last 24 hours se veh kaafi series the. Prime Minister Narinder Modi bhi unhen milne AIIms men gaye the. 3 baar Country ke Prime minister reh chuke Atal Bihari Vajpayi ko 2015 men country ke Best citizen ke naam se Bharat Ratan award diya gaya tha.

Kidney men problem hone ki vajah 11 June ko unhen  AIIMS Delhi men Admit hona pada tha. But last few days se unki health kaafi series ho gayi thi. Wednesday ko AIIMS ke Director Dr. Randeep Guleria se Prime minister Narindra Modi ko Massage mila ki Ex-Prime minister bahut series hain. Iske baad Prime minister Narindra Modi Ex-Prime minister Atal Bihaari Vajpaayi ka haal jaanane AIIMS aaye the.

Unka Janam 25 December 1924 ko Gawaliar men hua tha. Veh 2 baar Rajya Sabha ke member bhi reh chuke the. Childhood men unhone Rashtriya Swayamsevak Sangh Join kiya tha. 1951 me Jansangh men Admit hone ke baad unhone 1957 men first time Lok Sabha ka election ladha tha. Iske baad unhen BJP ki taraf se exeternal minister banaya gaya tha. 1980 men veh BJP se alag ho gaye the. 1996 men veh first time India ke Prime-minister bane.  Atal Bihaari Vajpaayi ne 2005 men Politics se resign le liya tha.