Release OTT Movies

OTT Movies ke release hone par Parineeti Chopra ne diya aisa bayan

OTT Movies ke release hone par Parineeti Chopra ne diya aisa bayan

Covid-19 ke chalte Lockdown ke kaaran Cinema houses band rehne ke kaaran Bollywood movies Digital Platform (OTT) par release ho rahi hai. Is bich Actress Parineeti Chopra ne kaha ki Movie ko OTT Platform par release karna ek compromise hai. Latest Bollywood Gossips in hindi. Agar meri movie ‘Sandeep and Pinki Faraar’ bhi OTT par release huyi to unhen bilkul bhi accha nahi lagega.

Logon ki Soch badly

Actress ne kaha ki Kahin na kahin hum traditional hain and OTT pare movie release karna ek compromise hi hai. But hum kuch nahi kar sakte. Is time sabhi apni thinking ko change kar rahe hain. Latest Bollywood Gossips in hindi. Shayed ab OTT aur bhi compulsory ho jayega. But hum chahte hain ki chaahe kuch bhi ho jaaye, hamaari movie theatre me hi relese ho.

20 March ko honi thi movie release

Aapko bata den ki Parineeti Chopra and Arjun Kapoor ki movie ‘Sandeep and Pinki Faraar’ 20 March ko Cinema Houses me release honi thi. But Covid-19 ke kaaran sabhi theatres shut down kar diye the.

OTT par release hone vaali 5 Super movies

Covid-19 ke kaaran Bollywood ko estimated 3 thousdand Crore rs. Ka loss ho chukka hai. Lock-down ki vajah se kai badi movies attack gayi hain. Aapko bata den ki Amitabh Bachchan and Ayushmann Khurrana ki movie ‘Gulabo Sitabo’ Amazon Prime par release ho chuki hai. Vidya Balan ki movie ‘Shakuntala Devi’, Janhvi Kapoor ki ‘Gunjan Saxena’, Akshay Kumar ki ‘Laxmi Bamb’, Jitander Kumar ki ‘Chaman Bahar’ jaisi movies OTT par release hone par discussion chal rahi hai.