Mahindra Mojo-300 Bike Launch a New Variant in India

Mahindra Mojo UT -300 Bike Launch a New Variant of Premium Bike

 

Mahindra Two wheeler ne Mondy ko apni Premium Bike Mojo-300 ka ek Affordable Variant Launch kiya hai. Is Bike kaa Name Mahindra Mojo UT (Universal Torror )-300 rakha gaya hai. Iski Price value 1.4 Lakh Rupees rakh di gayi hai. Mojo-300 ke standard Variant ke comparison men  Mojo UT (Universal Torror )-300 ka Price Less than 35,000 Rupees hai. New Cheap Variant men kuch Cosmetic and Mechanical change kiye hain. Bike men Heavy Bulky inverted Foxier ki jagah conventional Telescopic Foxier ka hona hi ismen bahut bada changes hai. LED Day time running Lights and Dual hand lamp setup bhi Bike men diya gya. Mahindra ka bolna hai ki New Mojo UT (Universal Torror )-300 Light weight  and Trust karne vaala hai.

 

Other change kii baat kren to Mojo UT (Universal Torror )-300 men high performance Pirelli tires kii jagah MRF Rubber Tires Use kiye gaye hain. Yhin Mojo VT men Blue and Single Ton option diye gaye hain. Consuming less petrol ke liye Mahindra Mojo me 300 CC Engine ke saath  Liquid cool Engine and Single Cylinder bhi diya hai. UT (Universal Torror )-300 men 1 electrical Fuel injection bhi diya gya hai. Bike men Premium alloy Wheels and Fuel tank men koi Changes nahi kiya gya. Bike ke Front side men 320 MM and backside men 240 MM Disk Break diye gaye hain.

 

Is bike menn Multi – functional, Semi Digital Instrument Cluster hain. Jo ki Analog Tachometer and LCD screen se less hain . New Variant Launch hone ke saath hi Mojo UT (Universal Torror )-300 ab Country kii 60 Cities men Sales ke liye available ho jayegi. Ismen Important baat yeh hai ki Mahindra this month booking par aapko 10,000 Rupees ka profit ho raha hai. Yeh baat hai ki Mahindra Mojo UT (Universal Torror )-300 men bahut khaas baat hai.