Tom Cruise ab Dunia ko bachane ke liye Kashmir aayenge

Tom Cruise will now come to the Kashmir to save the world

Mission impossible Fallout men I ndia kii kai jagah reference hogi. Sath hi is movie ka climax bhi India se hi linked hoga. But special baat ye hai ki Mission impossible Fallout ki shooting Kashmir men huyi hi nahi hai. India men Shooting ki bajaye Newzeland ki ek walley ko Kashmir ke ek village ki look di gayi hai.

Tom Cruise will now come to the Kashmir to save the world. Hollywood ke Superstar Tom Cruise after few years ek bar phir se India aa rahe hain. Lekin vo is bar kisi movie ki promotion karne nahi Rather than India ko hi apni movie ka ek part banaane jaa rahe hain. World ki sabse successful movie Mission Impossible ka is baar Kashmir se Connection hoga. Tom Cruise apni 6th movie men kaam karne jaa rahe hain. Kaha jaa raha hai ki movie kii starting Kashamir me ek Epidemic ke hone se hogi. Aise men Mission impossible ki team border cross kar Kashmir ki aur jaati hai. Ismen ek helicopter change sequence bhi hoga. Phir snow foal hills men Helicopter crash hone ko bhi dekha jayega.  Movie ke makers bhi India aana chahte the. Lekin baad men ye plan cancel ho gaya tha. Is par baat karte huye movie ke Director ne btaya ki ek helicopter ke Romantic chase scene ke liye hmen Newzealand ke ilawa kisi bhi Country men shoot karne ki Permission nahi mili thi.

Tom Cruise will now come to the Kashmir to save the world . Tom Cruise ki India se bahut attachment hai. Ve 2011 men bhi apni movie ‘Mission impossible ghost protocol’ ko promote karne India aaye the. Is movie men time spend kar Tom Cruise ne Taj Mahal bhi dekha tha. Is movie ka first part 1996 men release huya tha. Is movie franchise ne ab tak All World men 2.78 Billion Dollars ki earning kar li hai.  Tom Cruise ki India men ye new movie 27 july ko English, Hindi, Tulugu and Tamil men release hogi.